Visits

30 June 2010

Daily hadith

Narrated Anas:

Whenever the Prophet Muhammad sallallahu alaihi wa sallam asked permission to enter, he knocked the door thrice with greeting and whenever he spoke a sentence (said a thing) he used to repeat it thrice.

Bukhari :: Book 1 :: Volume 3 :: Hadith 94

"He has forbidden you dead animals, blood, the flesh of swine, and that which is slaughtered as a sacrifice for others than Allah."
Quran 2.173
Surah Baqarah

Pyare Nabi sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya yazuz-mazuz ki nikalne ke baad bhi khaana kaaba ka jarur haj kiya jayega aur umraah jarur huwa karega
Bukhari

Pyare Nabi sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya joh shaksh mar jaye aur uspar roze farz reh jaaye, toh uska wali uski taraf se roza rakh le
Bukhari

"Tum par haraam kar diya gaya hai suwar(pig), ka gosht aur woh khaane ki cheez jismai Allah ke siwa kisi aur ka naam liya gaya ho."
Quran 2.173

No comments: