Visits

01 July 2010

Jannat aur Dozakh

Pyare nabi sallallahu alaihi wa sallam hadiya kubul karte the aur uska badla bhi dete thee
Bukhari

Pyare nabi sallalahu alaihi wa sallam ne farmaya jannat par taklif ke parde hain aur dozak par khwahishon ke.
Bukhari

3 comments:

Anonymous said...

so true

Unknown said...

Pyare nabi sallalahu alaihi wa sallam ne farmaya jannat par taklif ke parde hain aur dozak par khwahishon ke.Bukhari.

Asif Bhai,it should be i think jannat in place of dozak & dozak in place of jannat.

Asif Dange said...

Dear brother Minha,

Jannat par taklif ke parde hai aur dozakh par khwahishon ke.

Joh taklif bardasht karta hai ussey jannat milegi aur joh apni khwahish par amal karta hai ussey dozakh milegi.

Regards,
Asif Dange